• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

UNHONE MUJSE PUCHA......

UNHONE MUJSE PUCHA.....
Mere hone na hone se kya farak padta hai .......??????

Mene kaha : ek he insan ke na hone se puri kainat Khali si lagti hai .....

Farak to padta hai ...... Apka kya kehna hai ????
Bilkul, aapne ek bahut hi gehri baat kahi hai. Kabhi kabhi ek insaan ki kami se poori duniya ajeeb aur khaali si lagti hai. Yeh baat sach hai ke humare astitva ka farak un logo pe padta hai jo hume sach mein samajhte hain aur jo hume apni zindagi mein maayne dete hain.
 
ekdum sahi kaha
 
Bilkul fark padta hai kishe ke na hone se
 
UNHONE MUJSE PUCHA.....
Mere hone na hone se kya farak padta hai .......??????

Mene kaha : ek he insan ke na hone se puri kainat Khali si lagti hai .....

Farak to padta hai ...... Apka kya kehna hai ????
Teri baat ekdum sahi hai… ek insaan ke na hone se puri kaynaat khali lag sakti hai, aur yeh ehsaas sirf wahi samajh sakta hai jise uski kami mehsoos hoti hai.

Kabhi kabhi log apni ahmiyat samajh nahi pate, unhe lagta hai ki unke hone ya na hone se koi farak nahi padta. Par haqeeqat yeh hai ki har insaan kisi na kisi ki duniya ka ek hissa hota hai, aur jab woh nahi hota, toh woh jagah hamesha khaali reh jaati hai.

Meri nazar mein, har insaan ki koi na koi jagah hoti hai is duniya mein… kisi ke liye ek dost, kisi ke liye ek humsafar, kisi ke liye ek roshni. Toh haan, farak padta hai—aur shayad jitna hum sochte hain, usse bhi zyada.
 
UNHONE MUJSE PUCHA.....
Mere hone na hone se kya farak padta hai .......??????

Mene kaha : ek he insan ke na hone se puri kainat Khali si lagti hai .....

Farak to padta hai ...... Apka kya kehna hai ????
If I consider that person, mom....then without her my world will turn upside down and apart from her kon aati hai kon jaati hai hardly matters...
 
UNHONE MUJSE PUCHA.....
Mere hone na hone se kya farak padta hai .......??????

Mene kaha : ek he insan ke na hone se puri kainat Khali si lagti hai .....

Farak to padta hai ...... Apka kya kehna hai ????
:heart1:haan true sali g
ek insaan toh nahi bolunga but mere paas kuch log hai jinke na hone se kainat hil jayegi
parents @jasminee and @curly :heart1:
bas itna hi hai
 
Top