Kai baat bigar giya tohAayega
Vyast hoga kahin
Hathiyar ki jarurat nhi hai dost
Khali hath hi samne samne baith ke bhi faisla ho jayega

Kai baat bigar giya tohAayega
Vyast hoga kahin
Hathiyar ki jarurat nhi hai dost
Khali hath hi samne samne baith ke bhi faisla ho jayega

Ladai hogi ki lagta nahi isleye khana khake ate haiLadne se pehle hi bhukh , bhukkad
Yahi boli thi par ab ek he ya do yuddh k baad pata chalega , yuddh to hona hi he aaj
Ham BHI dekhe do he ya ek
Satya aur jhooth ki ladai to roj dekhte he aaj ladai hogi ek bichar ki tab to Maza aayega dekhne me wo BHI free ticket ka![]()
@ rockzz,criss cross aur krishti ...Maaf kijiyega ek Call mein busy hogya tha work se related.Aaj ham nai chorenge dono ko boldo ladwa k rahenge![]()

Ladai toh tabhi hoti hai na jab confusion hoti hai but mein toh clear hoon apne path mein toh kis baat ki ladai karun ?He na dhrishti , do dridhti Kam na kare to chasma lagayenge 4 ho Jayega Kamal ka dikhega ,
Kuch to dikhe honge na tab to yuddh k liye boli, hame do bichar ko dekhna he apne Apne bichar dharose ye yuddh hona jaruri he kyu ki dono ki thought ek jaisi lagti he , kabhi kabhi dono ek jaise , SK aaj to aar paar hona hi he
Rahi Meri drishti ki sach bol Rahi hu bahut Tez he kasam se , bas ye masumiyat drishti me parda na karde topic diya gaya he ab bas yuddh ki ghoshana aap ki kijiye
Aur aap dono ki art dekh k hi ye baat chhedi Hain to prastut to hona padega jagha BHI sahi kheladi BHI sahi aur ham darsak galat kaise honge, again dknk ko maidan me Bula Rahi hu
Rockzz VS jaljala![]()
