Mujhe pal bhar ki hasti mat samjhna meri mohabbat itni sasti mar samajhna mai jala dunga tumhare likhe khat v mai bhula dunga sath guzara waqt bhi mai rat ko chain se so bhi jaunga mai zindagi main agge badh bhi jaunga tum bujhana chaloge toh pyaas ban jaunga gale se utaroge toh zeher ban jaunga mujhe pal bhar ki hasti mat samjhna meri mohabbat itni sasti mar samjhna mai samandar v hoon mai sahil bhi, mai sahara v hoon mai qatil v tum jo cha hogi woh ban sakta hoon mai shyar v hoon mai jahil v