Koi kuch bhi sochein, mujhe lekar pata nhi kyu fark nhi padta
Ander se khali hota jara huen isliye Bahar se bhi khud ko accha nhi dekhta,
Kya kar Raha hu m kaha jana hai gussa ata kyu ho gya aisa kya halat bna li khud ki,
Hamesa thakka hua phle kitna hasta rehta mein phle mein kyu nhi ban pata waisa
Nind hai ankho mein soya nhi jata kya ho gya mujhe jo akele mein bhi roya nhi jata
Har sans mein uff hai meri dhadkane bhi chup hai meri khud mein khud se kaid huen mein khoyi si soodbud hai meri,
Khud se baat krta hu purane khud ko yaad krta hu tut chuka hu janta hu phir b manne se inkar krta hu,
Kho gyi jindagi kahi andere aur ujjale k bich phir bhi koi puchta hai haal mera ek he hota h jawab mera bilkul tik
Apne khyalo se jung ladta rehta huen raat bhr bus koi mil jaaye aur beith k kahe aa mujhse baat kr
Aaj kal khud se bhi jhoot bolne laga hu mein sayad sach bolne k himmat khota jara huen
Woh kehte the ki tumari muskurat bahut acchi hai kash ankho m bhara pani bhi dekh lete rone ka mnn kre toh ro lena chye hena
Par pata toh hoga tume itni aasani se yaha ro bhi nhi skte sab moun sa hai yaha koi shor nhi hai
Jab apne he Mera khilaf ho toh kya he ummed rakhu
Mujhe samaj nhi ata ki kisi ko kyu nhi samjh ata dekhte toh sb hai mujhe par kyu nazar nhi ata
Jindagi jeene aya hu sabki tarah waqt nhi kaat skta
Koi wada kar ke umeed deke chala jata hai ab fark nhi padta
Ander sab khali bas ek sawalo se khud ko bhar rkkha hai bas ek khwaab ke picche itna pagal hu ki jindagi ko bhi dur kr rakkha h bus ab halat janta huen apni kismat ki!!!!!!!!!!