Apne bachpan ko mai sikko me hi tol aaya
Apni raahato ko piche kahi chor aaya
Khusbu sab me pehchanta mai nasal kaise
Gaya phool lene kaate saare tod laya
Ghar ke jimmedari khwahishon ko apni mara
Jata te keh ke sab to liya na sahara
maanta hun mein Hara hun hajaron jung
khuda gawah hai ek bar bhi na himmat hara
Apni raahato ko piche kahi chor aaya
Khusbu sab me pehchanta mai nasal kaise
Gaya phool lene kaate saare tod laya
Ghar ke jimmedari khwahishon ko apni mara
Jata te keh ke sab to liya na sahara
maanta hun mein Hara hun hajaron jung
khuda gawah hai ek bar bhi na himmat hara