Husn mein aabad ye raunakein,
Bahaar ke bimaar O aashiq
Jamee par aa, yahan hum bhi kar mahal apne barbaad bethein hain...
Uski itthlaati chaand si tasveer khaatir,
Hum bhi rang mein range hain
Ashq bana kar dekha to hunr barbaad kar bethein hain...
Samundar par tairati uss naav ka,
Lehron se rishta gazab hota hain
Ajab jalwa hawaa ke rookh se, hum duba apni naav bethein hain...
Udayi jab aasma ki aur,
Disha madhosh kar yeh patange
Gagan ki inn hawaon mai kaat hum fir Dil ki patange bethein hain...
Jalakar deep andhere mein,
Roshan kiya soona mahal apna
Naa jaane kyun patange laon(लौ) se yeh jeevan barbaad kar bethein hain...
Wahin poorab se hawa itni sheetal bahi,
Rang bikhar jamee par aaye hain
Naa jaane kyun dilon ke ghaav fir khilkar jawaa ho bethein hain...
Mohabbat ka asli jalwa,
Yeh Kayamat bayaan karu kaise
Naa jaane kyun unki nazaro se luta pagal dil ko bethein hain...!!!