Main khud ko samajhne me hi itna waqt laga deti hoon…
ki logon ke badalne ka dard ab mujhe hilaata bhi nahi.
Par phir bhi…
kahin dil ke kone me ek choti si umeed rehti hai
ki shayad koi aisa mile
jo meri baaton me nahi,
meri khamosiyon me mujhe samajh le.
Koi jo meri muskurahat ke peeche chhupi thakaan ko pehchaan le…
aur bina bole keh de—
‘thak gayi ho na?…
chalo, aaj thoda sa main sambhal leta hoon tumhe…’
Bas, itna sa pyaar hi kaafi hota hai
ek ladki ke ziddi dil ko naram karne ke liye.”