4
4ץöu
Guest
"ღ"
He bade hum benam,
katal karte woh bhi sare-aam...,
fir hum hi kyun huye badnaam..,
Palke jaise uski dhalti hui sham..,
Meri shayri ke har panno me..,
Zikar karta hu sirf ik tera Naam..,
Sache Ishq se to mere wakif bhi he awam..,
Yad me teri na jane chalkaye kitne maine jaam..,
shayad hasil ho mujhe aisa tu koi mukaam..
Thakti nahi zikar karna tera meri ye tarsti hui zuban
tere bina ye rah ka musafir he gumnaam...,
tera nam lekar dhadkna dil ka mera yhi thehra kam.
hawa nahi hai tu mere zism ki zaroori he sans...,
is dil ki sirf tujhse Judi Hui jaani meri aas...,
Chand ki tarah rehna hmesa tu yuhi mere pas
mujhe diye ki Roshni aati nahi ab raash...,
Najro ko meri sirf tere noor ki talash..,
hota tu bhi kash meri tarah mera hi khash...,
geet ka mere shayra tu ab ban chuka hai saaj..,
Lakh dhoke khaye ho is dil ne mere..,
fir bhi tujhe sochte huye ise aayi kabhi nahi laaj.