4yöu
Favoured Frenzy
ღ
Aya tu saakhi us jagah
sath rehne ki jaha
Ab Rehti nahi koi wajah
Sambhal liya hai khudko
Hokar aik bari tabah
Yaad nahi mujh ko ye
Dil me akhir basta tu kaha
Samjha liya hai khudko
Ghar tutne se bhala, kabhi
Ujadta nahi he jahan
Tut kar khud ko jab samet liya
Ab akar tum kyu..?
Banna chahte ho mahan
