• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

मोरपंख ✨✨

  • Thread starter Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
  • Start date
Yado ke liye BHI to koi chaiye na , akele yade khamosi se banaoge ya andhakar se
Khamoshi aur andhere ki yaadein dukh nhi deti
To sabse behtr yaadein to yahi Hain
Kyon vyarth me dukh ke yaadon ko sath dhona
 
Khhamoosi ka name hj to Dard he Yu koi khamos na rehta aur adhere ke sahare log tab lete he jab dukh hote he ,,,Yaad aise banao Jo yaad kar ke chehre pe muskuraht aaaye wo khud pe nir har he yade kaise banaoge
कमबख्त यादें ही तो जीने नहीं देती
जीना तो छोड़ो, मरने भी नहीं देती
 
Phr BHI yade yaad dilati he
Yado me hi sahi Kabhi kawar
us pal se milati BHI he
Mahol serious ho gaya
Enjoy :Like:
Yaadon ka kya hai
Kabhi Khushi kabhi gum deti hain
Wo to hum hain jo bewajah jud jate hain
 
Sayad yade ksm padh gai so jud rahe ho Kahi BHI , jitno se judoge itni yaade badegi :giggle:
Kami to kisi chij ki nhi zindagi me
Bs kismat me khushiya tikti nhi
Kisi ko suhata nhi humara khush rhna
Shayad isiliye yaadein bhi jaruri hain
 
Tab to boli jitna ho sake sametlo yado. Ka

Kal ka Kya pata jiski yado ki jaruri ho

Wo rahe ya na rahe
Ab koi yaadein nhi chahiye
Jisme wo khud nhi
Un yaadon ka kya karna
Ghut ghut ke tadapne se behtr
Bekhauf hoke marna...
 
मैं तुम्हे
कभी गुलाब नही दूँगा....

किताबों में पड़े गुलाब सूख जाते हैं.....

और जैसे जैसे वो सूखते हैं....
सूखता जाता है आपस का प्रेम.....

मुझे गुलाबों के सूखने से डर लगता है.....
हाँ कभी मौका मिला
तो मैं जरूर दूँगा तुम्हे मोर का एक पंख

तुम उसे संभाल के रख लेना
प्रेम की किताब के एकदम बीचो बीच....

मोर के पंख कभी सूखते नहीं....
बचपन में सुना था
किताबों में मोर का पंख रखने से.....अच्छी रहती याददाश्त....


और यूँ भी....भूलने की आदत बहुत है तुम्हे....
View attachment 239919

View attachment 239921
✨ श्वेतराग ✨​
Wah Bhai wahh Lajabab ekdam
 
Top