R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Guest
Har baar Radha Krishna le aati ho bich me..Sarifo ki basti me badnam ho gaye
Bura ban k sab se Anjan hogaye
Chal to kanha BHI karte the par
Buri kabhi Radha na ban paai
Aise utpatang khayal aap ko
Kaha se aai bolo bolo
Unse koi comparison nhi kr sakta...
Hum bahut sadharan log hain
Aur bure hum hain
Kisi aur ko bura bola nhi
To baat khatam

,,waise bahut me Kaun Kaun batao jara




