Kaash upne ye dil aaya naa hota __
To Aaj hmare saath ,unki yaadon ka saaya naa hota__
Jee lete hass kr apni zindagi __
Agr koi apna hmse paraya naa hota__✨
Bitaa lete hai unki yaadon ke sahare din ko,,
Lekin ye kaali raaton ka andhera dur nahi hota__
Kaash woh laut aaye kahin se,
Aur keh de...