Yeh jo deewane hain, inka kya kehna,
Apni hi duniya mein, mast rehna.
Aankhon mein khwaab kai, dil mein veeraani,
Chup-chaap labz saare, ankahee kahaani.
Dhoop mein chhaon dhoondhe, raat ko jugnu,
Kissi ki talaash mein, be-sabab hi yun.
Log kehte paagal hai, isse hosh nahi,
Magar uski deewangi...