galtiyon se juda tu bhi nahin, main bhi nahin,donon insaan han,
khuda tu bhi nahin, main bhi nahin.
tu mujhe aur main tujhe ilzaam dete han, magarapne andar jhankta tu bhi nahin, main bhi nahin.
galtfahmiyon ne kar di donon mein paida duriyan,
varna fitrat ka bura tu bhi nahin, main bhi nahin.