Wqt na rukta hai,na thakta hai
Hume apne sath sath bhgata rehta hai
Ek pal vishram ka sochu v toh,woh nikal jayega
Ek pal ekant mein sochne bethu v toh, woh nikl jayega
Ek pal chizo ko sametu toh v woh nikal jayega..
Samay ka ye chakravyuh kya kvi rukega?
Samay bhagta rahega,tum v uske piche bhgte rhoge
Par akhir mein
Samay apni gati banaye rakhega
Frk itna hoga ki
Tum zindagi ki antim
saanse gin rhe hoge..

Adhura hi toh rehta hai amar.