• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Chat ZoZo - Forum

R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
तलब कहो या आदत,
मेरी कहानी के दो किरदार हैं
एक तो तुम और दूजी चाय।।
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Chai pe to mulakatein hoti hain
Faslon ki wajah chai kbhi nhi hoti
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Jo khud jle aur ubal ke taiyar ho
Use jln ka ehsas hota hai
Wo phir bhi apni mithas deti hai
Jab saamne mahboob hota hai
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Uske paas to mithas hai
Ehsa dilati hai chhune ke baad
Aapko to pura adhikar hi hai
Phir bhi duri kyon?:cool1:
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Khud hi Maan liya ki humein ehsaas nhi
Btayein bhi to kaise jb tumhein vishwas nhi:spoileralert:
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Charcha ishq ka to hona hi hai
Dono ko ek duje me khona bhi hai
Chai to talab jaisi hai samay pe aati hai
Mehbooba ki yaadein to har waqt rahti hai
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Top