• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Chat ZoZo - Forum

R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Khawabo ko hakikat ka jama pahnne me tab Tak ki hi deri hai jb tak ki aapke wo aapse dur hain...
Saamne aate hi ye bhi mumkin hoga...:fingercross:
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Tabhi to rocking hain...
Khusiyan failana humara kaam hai...
Aur kisi ek ko aajewan khush rakhna humari ichcha...
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Jinhe aap chaho, aap pyar karo
Agr wo khush hain to unki Khushi me apni Khushi bhi shamil hai...
Ye gussa, dukh pal bhar ke liye hai..
Hakikat me jeevan khushiyon ki saugat hai jinhe hum sahej nhi pate..

Aur rhi baat humari aap khush to hum bhi khush...;)
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Hum aapko niyantran me kyon rakhenge..
Aap swatantra hain, swachand rup se ghumiye..
Itna jarur yaad rhe ki koi hai
Jo aapki raah tak rha hai sirf aapke liye
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Kuch bhi galat nhi hai...
Bas ek prayas hai aapko phir se Anurag (Prem/Love) ki duniya me lane ka... :inlove:
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Aakarsan kshanik matr ka hota hai
Digbhramit na ho...
Prem ek dor hai do dilon ke milne ka..
Ye dor bahut hi nazuk hota hai apitu iski majburi me dono Dil hissedar hote hain...
Phle us dhage ko majboot kijiye..

Ek baat aur, Prem kisi ko bandhne ka nhi apitu uski kalpanao ko udan Dene ka kaam karta hai...
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Chaturai nhi balike...
Ise kahte hai Aaina samne karna...
Taki aap khud ko nihar sakein :rofl1:
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Prem me bandhan nhi hota...
Wo ek sukhad anubhuti hoti hai jiski wajah se dono ek dusre ke paas thahar jate hain, phir ek bhi ho jaye hai...
Iske baad dono ka kartavya bnta hai ki is Prem ko kabhi Kam na hone de, nirantar pragadh hone de kabhi athkheliyon se, choti moti ladkiyon se kintu ek ruthe to dusra mna le aisi sambhawnao ke sath... Barambaar...

Isme bandhan kha
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Hum jo nikhre to nikhar aap bhi to jayengi
Bahane se hi sahi...
R
Rockzz✨❤️श्वेतराग❤️
Chand ki khubsurti Suraj ke bina nahi hai pgli...
Suraj ki roshni ka hi prabhav Chand pe hai jo itna khubsurat hai..
Top