Ho jahan aana jana kam
ye jamana jaaye tham aur hawaon se lipat ke
chhu ambar ko jaaye ham
Jahan aana jana kam
ye jamana jaaye tham aur hawaon se lipat ke
choomantar ho jaaye ham
Aa chale dur kahin pe Jahan aur koi Na Ho
Aa chale dur kahin pe Jahan shor Koi Na Ho
Ho tu mere sath to sans ye tham hi jaaye
likhi teri yaad me lakh ye kavitaen
tere sath hona Khwab, tere bad jina khaakh
to Koi aas nahin hai kash ki ham mar hi jaen
kyunki tere hi sang main dekhu aane wala kal
aur jo tum ho humsafar to na koi manzil ki fikar
lagega jaise aasman ko chhukar
baithe hum hai jagat se upar
chahe phir plane ho ya scooter
hawa mein Jaise furfur kabutar
ud rahe phir chale jannat mein leke dakhila
ud chale ud chale jahan le jaye kafila
@jasminee 