Zindagi aese hi guzar jaayegi
Waqt yunhi beet jaayega...
O mere aashiq... !!!
Ab kuch aese lagne lga,
Shayad hi kabhi meri yaad aaye tujhe...
Zindagi aese hi guzar jaayegi
Guzre waqt mai jab kbhi palatkat,
Nigaahein jo teri waaps aayegi...
Sacch kehti hoon tujhe,
Ussi shiddat se tera intzaar karte mujhe...
Jahan chhod rahi hain pyaar mein,
Wahin khada paayegi...
Zindagi aese hi guzar jaayegi
Tere saath zindagi jee hain maine,
Yaadon se teri jeevan ka har pal churaya hain maine...
Meri zindagi hain tu,
Kuch iss tarah mere dil mai bas gaya hain tu
Lage yun jeevan ka har pal sang tere jee lia maine...
Zindagi aese hi guzar jaayegi
Dur kahan jaaungi tujhse
Teri yaadein hi ab jeene ka sahara hain...
"Anchal" Ki nayi pehchaan
Nikli hoon khud ko yaadon mai khojne teri
Khud ko paa lia to jee lia nahi to,
Zindagi se haari hoon main...
Zindagi to aese hi guzar jaayegi...!!!
Ab ye parinda kon aur kya hoga mujh enhi maloom!
Ye ak ishara bhi ho sakta hai, ya ak aahat
Ak muskurahat bhi ho sakti hai, ya ak Berukhapan bhi!
Ye dil ki dhadkan bhi ho sakti hai, ya Dabbe paanv chlne ki aawaj
Ak Siskari bhi ho sakti hai, ya ak madhosi bhri kasak!