• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Pyaar Anjaan hua...!!!

Awesome as always. Ab ye bhi bta do kaunse shehar ka jikar hai isme.
Itna to pta chla gya jo bhi shehar ki bat hai wo Shehar
kabhi mohabbat se jeeta tha, ab veeran sa lagta hai.
Dil ne dard ke mausamon ko saha, paaya bhi aur khona bhi seekh liya.
Jo sabse apna tha, woh hi aakhri mein sabse zyada begana ho gaya.:cool:
Pink City ;)
 
Jab se usne shehar ko chhoda

Har rasta sunsaan hua,

Apna kya hain, sare shehar ka

Ak jaisa nuksaan hua,

Ye dil, ye dhokhon ki nagari

Ghar hai bas wahamon ka

Soch rahi hoon iss nagari mein

Tu kab se mehmaan hua,

Sehraan ki sookhi tezz hawayein

Jab auron se mansoob hui

Muft mein hum aawara thehre

Muft mein ghar veeran hua,

Mere haal pe hairat kaisi

Dard ke tanha mausam mein

Patthar bhi ro padte hain

Insaan to fir insaan hua,

Itni der mein ujjde dil par

Kitne mausam beet gaye

Jitni der mein tujh ko paa kar

Khone ka ahsaan hua,

Kal tak jis ke dil mein tha

Moh madhosh sitaaron ka

Aaj usi ko tanhaa pa kar

Man to bahut hairan hua,

Uss ke zakham chuppa kar rkhiye

Khud uss shaksh ki nigaahon se

Uss se kaisa shikwa kije

Woh to abhi nadaan hua,

Jin ashko ki feeki lon ko

Hum bekaar samjhate they

Unn ashko se kitna roshan

Ak banzar makaan hua,

Yun bhi anjaan tha woh

Iss shehar ke logon mein

Lekin mere saamne aa kr wo


Aur bhi mujhse anjaan
I hate my mind :(
1000302679.gif
 
Jab se usne shehar ko chhoda

Har rasta sunsaan hua,

Apna kya hain, sare shehar ka

Ak jaisa nuksaan hua,

Ye dil, ye dhokhon ki nagari

Ghar hai bas wahamon ka

Soch rahi hoon iss nagari mein

Tu kab se mehmaan hua,

Sehraan ki sookhi tezz hawayein

Jab auron se mansoob hui

Muft mein hum aawara thehre

Muft mein ghar veeran hua,

Mere haal pe hairat kaisi

Dard ke tanha mausam mein

Patthar bhi ro padte hain

Insaan to fir insaan hua,

Itni der mein ujjde dil par

Kitne mausam beet gaye

Jitni der mein tujh ko paa kar

Khone ka ahsaan hua,

Kal tak jis ke dil mein tha

Moh madhosh sitaaron ka

Aaj usi ko tanhaa pa kar

Man to bahut hairan hua,

Uss ke zakham chuppa kar rkhiye

Khud uss shaksh ki nigaahon se

Uss se kaisa shikwa kije

Woh to abhi nadaan hua,

Jin ashko ki feeki lon ko

Hum bekaar samjhate they

Unn ashko se kitna roshan

Ak banzar makaan hua,

Yun bhi anjaan tha woh

Iss shehar ke logon mein

Lekin mere saamne aa kr wo


Aur bhi mujhse anjaan hua...!!!
Nice lines bhut sundar
Mere dil me pya bahut tha
Kaise use samajhate ham
Uskie najaro me to mera
Pyar bhut badanam hua
 
Last edited:
Jab se usne shehar ko chhoda

Har rasta sunsaan hua,

Apna kya hain, sare shehar ka

Ak jaisa nuksaan hua,

Ye dil, ye dhokhon ki nagari

Ghar hai bas wahamon ka

Soch rahi hoon iss nagari mein

Tu kab se mehmaan hua,

Sehraan ki sookhi tezz hawayein

Jab auron se mansoob hui

Muft mein hum aawara thehre

Muft mein ghar veeran hua,

Mere haal pe hairat kaisi

Dard ke tanha mausam mein

Patthar bhi ro padte hain

Insaan to fir insaan hua,

Itni der mein ujjde dil par

Kitne mausam beet gaye

Jitni der mein tujh ko paa kar

Khone ka ahsaan hua,

Kal tak jis ke dil mein tha

Moh madhosh sitaaron ka

Aaj usi ko tanhaa pa kar

Man to bahut hairan hua,

Uss ke zakham chuppa kar rkhiye

Khud uss shaksh ki nigaahon se

Uss se kaisa shikwa kije

Woh to abhi nadaan hua,

Jin ashko ki feeki lon ko

Hum bekaar samjhate they

Unn ashko se kitna roshan

Ak banzar makaan hua,

Yun bhi anjaan tha woh

Iss shehar ke logon mein

Lekin mere saamne aa kr wo


Aur bhi mujhse anjaan hua...!!!
Woww so nicee :clapping:
 
Top