• We kindly request chatzozo forum members to follow forum rules to avoid getting a temporary suspension. Do not use non-English languages in the International Sex Chat Discussion section. This section is mainly created for everyone who uses English as their communication language.

Jazbaat-e-Zindagi

जितना तेरा हुक्म था उतनी सँवारी जिंदगी,

अपनी मर्जी से कहाँ हम ने गुज़ारी ज़िंदगी !!

Likha ho rab ne wahi hota hai,
Kisi ko kam to kisi ko zyada milta hai.
Wahi sawaar deta hai, wahi bigaad bhi deta hai,
Wahi har ek sehra ko gulzaar bhi deta hai.
Niyat ko saaf rakh ae murshid apni,
Wahi behtar zindagi aur waqaar deta hai.
Na kar gumaan kabhi apni kisi jeet par,
Wahi girata hai aur wahi sambhaal leta hai.
 
Han ji......:)
 
Surrender and faith
 
जितना तेरा हुक्म था उतनी सँवारी जिंदगी,

अपनी मर्जी से कहाँ हम ने गुज़ारी ज़िंदगी !!

:)✋
हुक्म तेरा था, इसलिए निभाते रहे,
वरना हम वो हैं जो अपनी शर्तों पर जिया करते हैं।
 
जितना तेरा हुक्म था उतनी सँवारी जिंदगी,

अपनी मर्जी से कहाँ हम ने गुज़ारी ज़िंदगी !!

:)✋
Hello and good evening Ms. . You write very well and with a lot of emotions. Live your life as per your account Don't let users in life take control. God bless!!!
 
जितना तेरा हुक्म था उतनी सँवारी जिंदगी,

अपनी मर्जी से कहाँ हम ने गुज़ारी ज़िंदगी !!

:)✋

Yah dil ko chhoo lene wala hai aur sidhe us ahsas par war karta hai jahan insaan mahsoos karta hai ki uski door kisi aur ke haath mein hai chahe wah taqdeer ho , samaj ki bandishen hon ya phir kisi aur ki marzi.
:sad1:

Jab hum apni marzi ke bina sirf zimmedariyon aur hukm ko nibhate-nibhate thak jaate han tab dil se aisi hi gahri aah nikalti hai.

जितना तेरा हुक्म था उतनी सँवारी जिंदगी ,
अपनी मर्जी से कहाँ हम ने गुज़ारी ज़िंदगी !!

जो कटी बंदिश में वो तो कट गई जैसे-तैसे ,
अब तो अपनी शर्तों पे है हमको वारी जिंदगी।

ख़्वाहिशों की पोटली को राह में ही रख दिया ,
ज़िम्मेदारियों के बोझ से थी भारी जिंदगी।

मुस्कुराकर हम मिले हर एक मोड़ पर मगर ,
पीठ पीछे रो पड़ी थी बेचारी जिंदगी।

काँच के महलों में रहकर भी रहे हम प्यासे ही,
रेत की मानिंद हाथों से सिधारी जिंदगी

{ Always Try To Be Happy Keep Smiling }

sad-girlfriend-worried-relationship-problems-lover-sad-young-girlfriend-closing-face-hands-wor...jpg
 
Top